| Discussion in 'All Categories' started by priyanka pandey - Jun 3rd, 2016 4:30 pm. | |
| 
        	 priyanka pandey 
         | 
                
        Ek bar mrai pait me bahut joro ka dard Hua mainai docter ko dikhya doctor ne ultrasound karwanai ko bolo .eskai bad report daikh kar batya gallbladders stone hai aur operations karwane ko bola Ager operations ke bina thik ho Jayai to please Mara treatment Kara dijiye. | 
| 
        	 
            re: gallbladder stone 
			by Dr.S.Hussain - 
            Jun 5th, 2016 
            3:22 pm 
             
            #1 
         | 
      |
| 
        	 Dr.S.Hussain 
		 | 
		  
        
        Dear Priyanka Pandey  Gallbladder stone ko bina operation nikalna muskil hi nahi namumkin hai. Agar aap antibiotics our pain killer logi to aap ko symptomatic relief milega but kuchh time baad esme complications paida hoga like---- 1.Gallbladder cancer(80%) 2.Gallbladder polyp. 3.Porcelain Gallbladder. With Regards Dr.S.Hussain  |  
        
      
| 
        	 
            re: gallbladder stone 
			by sarswati devi kesharrwani - 
            Jul 12th, 2016 
            8:14 pm 
             
            #2 
         | 
      |
| 
        	 sarswati devi kesharrwani 
		 | 
		  
        
        sir meri mammi ko pith ki thaili me ganth hai lekin wo ganth liver me ghush gaya h iska elaj kaise hoga please sir  mai bahut garib hu sir please sahi elaj bataiyega apse request h Dear Saraswati Aap apne mummy ka usg karba sakti hai aur uska report aap hum send karhia. Agar aap k mummy ki pith ki thaili mey stone ya anaya koi problem hoga toh hum uske liye surgery k lia ja sakte hai. World Laparoscopy Hospital mey garib k lia free mey treatment ho tey ish k lia aap humari hospital mey sampark kare. With regards Dr Rahul  |